Thursday, September 23, 2010

Gulaal..



Aaj hai jashn kisike jaane ka
Aaj hai mauka har aasoon pee jaane ka
Aaj hi hai mauka hasne hasane ka...!!
Mile mukti har bandhan se
Har baar ki tarah aaj na kaha jaye ki kaam karenge kal se!!!

Yeh gulaal rang ka alag hi tashan hai
Hamare mann ki hi baatein chupaye hum se!!

No comments:

Post a Comment